Har kahi jane wali baat kab kahani ban jati hai kisi ko pata bhi nahi chalta aur har suni jane wali baat sach ho to
fir kahani ka maza nahi rah jata. Aise hi kuch katthe mithe kaha-suni se jeevan ki kahani banati hai . Is kahani ke patra bhi hum hi hain aur kathakar bhi hum khud hain, sare charitra hamare apne khud ke gadhe hue hain, in sare patron me humara sach kya hai? Ise agar humne pehchan liya to hum, jeevan ki is kahani ko samajh jayenge.